SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسانا"
Ghazal MATCHES FOR "بسانا"
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
na.e makaan banaa.e to faaslo.n kii tarah
hame.n ye shahr basaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
haath malne na ho.n piirii me.n agar hasrat se
to javaanii me.n na ye rog basaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ishq kii rasm nibhaanaa thii nibhaa lii mai.n ne
dard kii bastii basaanaa thii basaa lii mai.n ne
Taruna Mishra
Ghazal
diivaar pe vaa'do.n kii amar-bel cha.Dhaa dii
ruKHsat ke liye aur bahaana hii nahii.n thaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jo naqsh miT chukaa hai banaanaa to hai nahii.n
uj.Daa dayaar ham ne basaanaa to hai nahii.n
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
Tabish Mehdi
Ghazal
ab apne dil me.n mujhe basaanaa hai karbalaa ko
ab apne dil se dayaar-e-kuufa nikaalnaa hai
Mahwar Sirsivi
Ghazal
zamiin bech ke taare basaanaa chaahte hai.n
ye kaun log KHalaa.o.n me.n jaanaa chaahte hai.n