SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندوبست"
Ghazal MATCHES FOR "بندوبست"
Ghazal
KHabar nahii.n unhe.n kyaa badobast-e-puKHta kii
jo Gasb karne lage Gair kii zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
gulshan me.n bandobast ba-ra.ng-e-digar hai aaj
qumrii kaa tauq halqa-e-bairuun-e-dar hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n KHud apnii durustii kaa dukh nahii.n dekhaa
bahut jahaa.n kii durustii ke bandobast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
bikhre hu.e the log KHud apne vajuud me.n
insaa.n kii zindagii kaa ajab bandobast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
meraa junuu.n hii asl me.n sahraa-parast thaa
varna bahaar kaa bhii yahaa.n bandobast thaa
Izhar Asar
Ghazal
gul surKH rang ghaas harii niilguu.n falak
ai kirdgaar shukr tire bandobast par
Ahmad Jahangir
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ye sub.h-o-shaam mirii hai na saaz-o-raKHt miraa
hai ko.ii aur jo kartaa hai bandobast miraa