SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندہ_نواز"
Ghazal MATCHES FOR "بندہ_نواز"
Ghazal
kyaa sataate ho raho banda-navaaz
ki nahii.n KHuub ye KHuu banda-navaaz
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
banda-navaaz ham se KHushaamad na ho sakii
jo ho sazaa-e-jurm-e-baGaavat sunaa.iye
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
banda-navaaziyo.n pe na itraa.iye bahut
banda-navaaz aap se ba.Dh kar KHudaa bhii hai
Davarka Das Shola
Ghazal
inaayate.n hai.n agarche hazaar-haa lekin
bane na baat to banda-navaaz kyaa kiije
Akhtar Saeed
Ghazal
banda-navaaz itnaa hai tum se mujhe lagaav
dil maantaa nahii.n tumhe.n sajda kiye baGair
Raft Bahraichi
Ghazal
banda-navaaz sab hai.n rukuu o sujuud me.n
taa.at se Gaafil aap kii ko.ii bashar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
raat kaa vaa'da hai bande se agar banda-navaaz
band me.n de lo girah taa ki zaraa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab aa.ii raat dekhe.n guzartii hai kis tarah
banda-navaaz din to bahaano.n me.n Tal gayaa