SEARCH RESULTS
Showing search results for "بنگ"
Ghazal MATCHES FOR "بنگ"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jaan me.n jaan tabhii qais ke bas aatii hai
naaqa-e-lailaa kii jab ba.ng-e-jaras aatii hai
Meer Hasan
Ghazal
sarsarii kuchh sun liyaa phir vaah-vaa kar uTh ga.e
sher ye kam-fahm samjhe hai.n KHayaal ba.ng hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
'zauq' zebaa hai jo ho riish-e-safed-e-shaiKH par
vasma aab-e-ba.ng se meh.ndii mai-e-gul-ra.ng se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
yuu.n hii to KHaraabaat me.n aa.o ki saraasar
yaa baada hai yaa ba.ng hai yaa naGma hai yaa raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
de jaam chhalaktaa hu.aa ai piir-e-KHaraabaat
daaruu kaa nasha ham ne tirii bang me.n dekhaa
Syed Ali Nazar
Ghazal
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.n
agar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa