SEARCH RESULTS
Showing search results for "بوئے_داغ_شب_تار"
Ghazal MATCHES FOR "بوئے_داغ_شب_تار"
Ghazal
aatii hai buu-e-daaG-e-shab-e-taar hijr me.n
siina bhii chaak ho na gayaa ho qabaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
jaa.n se aziiz tar hai mare dil ko daaG ishq
mahtaab lahad kii shab-e-taar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham shab-e-taar me.n bhii tere makaa.n tak pahu.nche
apnaa har daaG-e-jigar sham-e-farozaa.n niklaa
Azad Sahiri
Ghazal
shaam-o-sahar chamakne jo daaG-e-jigar lagaa
KHurshiid-e-roz-o-sham-e-shab-taar ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hu.e rone se mire diida-e-bedaar safed
balki ashko.n ne kiyaa ra.ng-e-shab-e-taar safed
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ai be-dilo hariif-e-shab-e-taar kyuu.n hu.e
kachchii agar thii nii.nd to bedaar kyuu.n hu.e
Parvez Shahidi
Ghazal
ai sham-e-dil-afroz shab-e-taar-e-mohabbat
baKHshe hai yahii garmii-e-baazaar-e-mohabbat
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
parda-e-shab kii oT me.n zohra-jamaal kho ga.e
dil kaa ka.nval bujhaa to shahr tiira-o-taar ho ga.e
Shakeb Jalali
Ghazal
har ek samt hai ik jiit haar kaa mausam
ab ek KHvaab saa lagtaa hai pyaar kaa mausam
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
kyuu.nkar rafuugarii ho dil-e-taar-taar kii
ko.ii KHabar sunaa.o mire Gam-gusaar kii
Zaheer Hasnain
Ghazal
narm shaano.n pe na bikhraav ghanerii zulfe.n
in ghaTaa.o.n se shab-e-taar dahal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
KHud ko tanhaa.ii me.n Gairo.n kii nazar se dekho
apnaa ghar duur bhii ho kar kabhii ghar se dekho
Natiq Azmi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
taqdiir ban na jaa.e shab-e-taar dekhnaa
bujhne ko hai charaaG sar-e-daar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
jaama gulo.n kaa hijr me.n shab taar-taar hai
bulbul asiir-e-daam hai qumrii shikaar hai
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
sozish-e-shola-e-furqat se fanaa ho jaanaa
maraz-e-Gam ke liye hai ye davaa ho jaanaa