SEARCH RESULTS
Showing search results for "تابناک"
Ghazal MATCHES FOR "تابناک"
Ghazal
charaaG-e-raahguzar laakh taabnaak sahii
jalaa ke apnaa diyaa raushnii makaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
us ruu-e-taabnaak pe har qatra-e-araq
goyaa ki ik sitaara hai sub.h-e-bahaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ko.ii fareb-e-nazar hai ki taabnaak fazaa
kise KHabar ki yahaa.n kitne chaa.nd gahnaa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
oxigen se shabistaan-e-anaasir taabnaak
muztarib har zii-nafas us kii rifaaqat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
dil me.n nashaat aa.e to chehra ho taabnaak
jab tak janaab chaa.nd nahii.n chaa.ndnii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
daur-e-Gam-e-firaaq kii taariikiyo.n ko dho
jalvo.n se un ke apnaa jahaa.n taabnaak kar
Jagan Nath Azad
Ghazal
havaa-e-lams me.n ik aag bhii thii poshiida
ki taabnaak hu.aa jism sa.ng-e-marmar kaa
Rafiq Raaz
Ghazal
is tarah taabnaak hai vo sajda-gaah-e-shauq
jaan-e-haram ki jaan-e-kaliisaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
is tarah taabnaak hai vo sajda-gaah-e-shauq
jaan-e-haram ki jaan-e-kaliisaa kahe.n jise
Wahid Premi
Ghazal
ham ne vahii.n pe chaa.nd ko dekhaa hai multafit
vo ghar hai taabnaak vahii.n se uThe.nge ham
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
tamaam umr rahaa KHud tabaah-haal magar
nasiib bachcho.n kaa vo taabnaak chaahtaa hai
Zaki Tariq
Ghazal
mil jaa.egaa qaraar dil-e-be-qaraar ko
mujh ko dikhaa de apnaa ruKH-e-taabnaak bas
Javed Qamer
Ghazal
ik taabnaak ishq ke is iKHtitaam par
kuchh dil kaa hausla bhii ba.Dhaanaa pa.Daa mujhe
Saim Ji
Ghazal
hayaat jin ke tasavvur se jagmagaa uTThe
vo taabnaak a.ndhere kahaa.n samaa.e hai.n