SEARCH RESULTS
Showing search results for "تالیف"
Ghazal MATCHES FOR "تالیف"
Ghazal
taaliif nusKHa-haa-e-vafaa kar rahaa thaa mai.n
majmuua-e-KHayaal abhii fard fard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is qahat-o-inhedaam-e-rivaayat ke ahd me.n
taaliif nusKHa-haa-e-vafaa kii ga.ii to kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
dard-aamez hai kuchh yuu.n mirii KHaamoshii bhii
raas aatii nahii.n mujh ko ye KHirad-poshii bhii
Taleef Haidar
Ghazal
tamaam shahr hii terii adaa se qaa.em hai
husuul-e-kaar-gah-e-Gam du.aa se qaa.em hai
Taleef Haidar
Ghazal
jis baat ko sun kar tujhe takliif hu.ii hai
duniyaa me.n usii baat kii taariif hu.ii hai
Waqar Vasiqi
Ghazal
Taleef Haidar
Ghazal
ye shahr apnii isii haav-huu se zinda hai
tumhaarii aur mirii guftuguu se zinda hai
Taleef Haidar
Ghazal
ab is se ba.Dh ke aur ho vahshat kaa kyaa subuut
taaliif nusKHa-haa-e-junuu.n kar rahaa huu.n mai.n
Khar Dehlavi
Ghazal
yuu.n bhii to tirii raah kii diivaar nahii.n hai.n
ham husn-e-talab ishq ke biimaar nahii.n hai.n
Taleef Haidar
Ghazal
ham jabr-e-mohabbat se gurezaa.n nahii.n hote
zulfo.n kii tarah terii pareshaa.n nahii.n hote
Taleef Haidar
Ghazal
nazzaargi-e-shauq ne diidaar me.n khii.nchaa
phir mai.n ne use apne havas-zaar me.n khii.nchaa
Taleef Haidar
Ghazal
kiran se saa.ns kaa majmuu.a nazm kartaa huu.n
havaa ko ilm hai taaliif hai ziyaa.ii mirii
Shahid Makuli
Ghazal
din kaa suuraj un pe likkhegaa anokhe tabsire
ham ne jo taaliif kii.n dil par kitaabe.n sub.h tak