SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاکہ"
Ghazal MATCHES FOR "تاکہ"
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uTThe na taa-ki aap kii jaanib nazar ko.ii
jitnii bhii tohmate.n hai.n lagaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
taaki ta.ana na mile ham ko tunuk-zarfii kaa
ham qadah saamne aGyaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
taa-ki mahfuuz rahe mere qalam kii hurmat
sach mujhe likhnaa hai mai.n husn ko sach likkhuu.ngaa
Shahryar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
KHaak-e-fanaa ko taa-ki parastish tuu kar sake
juu.n KHizr mat kahaa.iyo aab-e-baqaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jitnaa puKHta bhii ho dil jism se baahar rakhnaa
taaki TuuTe bhii to phir siine me.n malba na bane
Danish Naqwi
Ghazal
apne ko dekhtaa nahii.n zauq-e-sitam ko dekh
aa.iina taa-ki diida-e-naKHchiir se na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
taaki phir raat kii tasviir utaarii jaa.e
in charaaGo.n ko zaraa der bujhaa.o to sahii
Aziz Nabeel
Ghazal
ab barq-e-nasheman ko har shaaKH se kyaa matlab
jis shaaKH ko taakaa thaa vo shaaKH jalaa Daalii
Fani Badayuni
Ghazal
taaki KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
tishnagii baaqii rahe diivaangii baaqii rahe
ranj-o-Gam hai is liye taa-ki KHushii baaqii rahe
Afroz Talib
Ghazal
Ajmal Siddiqui
Ghazal
aa.nkh us ne milaa.ii ta.Dap uTThaa dil-e-muztar
taakaa thaa kahii.n aur pa.Daa tiir kahii.n aur
Jaleel Manikpuri
Ghazal
meraa dil taakaa gayaa jaur o jafaa ke vaaste
jab ki puure rang par un kii javaanii ho chukii