SEARCH RESULTS
Showing search results for "تردید"
Ghazal MATCHES FOR "تردید"
Ghazal
tardiid to kar saktaa thaa phailegii magar baat
is taur bhii hogii tirii rusvaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
hu.ii to hai yuu.nhii tardiid-e-ahd-e-lutf-o-karam
dabii zabaan se iqraar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
bil-ehtimaam zulm kii tajdiid kii ga.ii
aur ham ko sabr-o-zabt kii taakiid kii ga.ii
Iqbal Azeem
Ghazal
mai.n us kii baat kii tardiid karne vaalaa thaa
ik aur haadsa mujh par guzarne vaalaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
us se kahnaa ki ye tardiid ko.ii khel nahii.n
jo mirii baat ko dohraa.e ki rad hai rad hai
Hamida Shaheen
Ghazal
ham apnii zaat kii tardiid kar nahii.n paa.e
anaa ke zo'm me.n aane se baat big.Dii hai
Iftikhar Haidar
Ghazal
mai.n ne tardiid to bhejii thii pa shaa.e na hu.ii
ahl-e-shahr ab mujhe ilzaam se pahchaante hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
phir dil ko roz o shab kii vahii iid chaahiye
TuuTe ta.alluqaat kii tajdiid chaahiye
Zubair Rizvi
Ghazal
tujh se ta.alluqaat kii tajdiid ke liye
mai.n ne charaaG haath me.n ummiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
aur is daave kii ham tardiid kar sakte nahii.n
log kahte hai.n mohabbat hii mohabbat hai yahaa.n
Nomaan Shauque
Ghazal
zaruurii ho to kar de.nge 'zafar' tardiid bhii jaarii
bayaan-e-ishq apnaa ab ke aKHbaarii ziyaada hai
Zafar Iqbal
Ghazal
ik tirii baat ki jis baat kii tardiid muhaal
ik miraa KHvaab ki jis KHvaab kii ta.abiir nahii.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
mai.n us kii baat kii tardiid kar to duu.n lekin
magar vo shaKHs to mujh se zabaan chaahtaa hai
Raeesuddin Raees
Ghazal
mai.n samajhtaa huu.n ki mujh saa ko.ii maGmuum nahii.n
haal har shaKHs kaa lekin mirii tardiid kare
Murtaza Barlas
Ghazal
tardiid-e-anaa ishq me.n karne kaa nahii.n mai.n
ab tark-e-maraasim se bhii Darne kaa nahii.n mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
tuu agar jaan bhii maa.nge to KHushii se de duu.n
mai.n tire hukm kii tardiid nahii.n kar saktaa