SEARCH RESULTS
Showing search results for "تشنج"
Ghazal MATCHES FOR "تشنج"
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
talab kii zillat-o-bechaargii ma.aaz-allaah
mirii KHudii kaa tashannuj hai ye du.aa kyaa hai
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaqii sabhii ko hai Gam-e-tishna-labii magar
mai hai usii kii naam pe jis ke ubal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye dekhnaa hai ki sahraa bhii hai samundar bhii
vo merii tishna-labii kis ke naam kartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
rakhnaa hai tishna-kaam to saaqii bas ik nazar
sairaab kar na de mirii tishna-labii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
bijlii ik kau.nd ga.ii aa.nkho.n ke aage to kyaa
baat karte ki mai.n lab-tishna-e-taqriir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chalte hu.e baadal ke saa.e ke ta.aaqub me.n
ye tishna-labii mujh ko sahraa.o.n me.n le aa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
yaa.n tishna-kaamiyaa.n to muqaddar hai.n ziist me.n
miltii hai hausle ke baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
saraab huu.n mai.n tirii pyaas kyaa bujhaa.uu.ngii
is ishtiyaaq se tishna zabaa.n qariib na laa