SEARCH RESULTS
Showing search results for "تشکیک"
Ghazal MATCHES FOR "تشکیک"
Ghazal
tashkiik hai, na ja.ng hai maabain-e-aql-o-dil
bas ye yaqiin hai ki KHudaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
nazr-e-tashkiik na kar paak-nigaahii ko mirii
tujh se milnaa bhii ko.ii KHvaahish-e-bad hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
mujh me.n tashkiik bhii sar apnaa uThaa saktii hai
ai KHudaa tujh pe bharosa to kiyaa hai mai.n ne
Maqsood Wafa
Ghazal
har aa.nkh chalaatii hu.ii tashkiik ke neze
har zehn tajassus kii ridaa o.Dh chukaa hai
Shamim Hanafi
Ghazal
ib.haam kaa parda hai tashkiik kaa hai aalam
tum zauq-e-tajassus ko betaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
aap kyo.n hijr ke topic pe pareshaa.n ho jii
kyaa kahii.n par ko.ii tashkiik nazar aatii hai
Ali Qaisar
Ghazal
milaa na jazba-e-tashkiik ko libaas ko.ii
vo har savaal kaa aisaa javaab chho.D gayaa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
miilo.n nahii.n aasaar ko.ii dasht-e-yaqii.n ke
har samt hai tashkiik kii daldal mire allaah
Mehboob Rahi
Ghazal
kyuu.n ba-har-lamha bikhartaa hai yaqii.n kaa paikar
tanz o tashkiik ke asbaab bil-aaKHir kyaa hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
iimaa.n kaa lutf pahluu-e-tashkiik me.n milaa
ye chaa.nd jab milaa shab-e-taariik me.n milaa
Farhat Ehsas
Ghazal
Fazl Geelani
Ghazal
apnaa bhii bojh mujh se kahaa.n Thiik se uThaa
ye saaraa mas.ala mirii tashkiik se uThaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
amiiro.n ke bure atvaar ko jo Thiik samjhe hai
mirii haq baat ko vo qaabil-e-tashkiik samjhe hai