SEARCH RESULTS
Showing search results for "تعمیر_بام_و_در"
Ghazal MATCHES FOR "تعمیر_بام_و_در"
Ghazal
Azhar Naqvi
Ghazal
mere hii sa.ng-o-KHisht se ta.amiir-e-baam-o-dar
mere hii ghar ko shahr me.n shaamil kahaa na jaa.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
daraare.n baam-o-dar kii pa.Dh rahe hai.n
kitaabe.n apne ghar kii pa.Dh rahe hai.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
bahut saarii daulat ba.Daa baam-o-dar hai
magar dil me.n chain-o-sukuu.n muKHtasar hai
Anurag Hridaynagari
Ghazal
khulaa ye dil pe ki taamiir-e-baam-o-dar hai fareb
baguule qaalib-e-diivaar-o-dar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
ye vaahime bhii ajab baam-o-dar banaate hai.n
havaa kii shaaKH pe KHushbuu kaa ghar banaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
Arshadul Qadri
Ghazal
ye raat kitnii bhayaanak hai baam-o-dar ke liye
kahaa.n se laa.uu.n siraaj-e-muniir ghar ke liye
Shatir Hakeemi
Ghazal
chand yaade.n hai.n baam-o-dar ke sivaa
zehn me.n kuchh nahii.n kha.nDar ke sivaa
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
suunaa suunaa aa.ngan hai aur baam-o-dar KHaamosh
kis se guftuguu kiije ho jo ghar kaa ghar KHaamosh
Rahman Khawar
Ghazal
baam-o-dar TuuT ga.e bah gayaa paanii kitnaa
aur barbaad karegii ye javaanii kitnaa
Shahid Mahuli
Ghazal
tire baGair ajab baam-o-dar kaa aalam hai
kahaa.n vo dasht kaa hogaa jo ghar kaa aalam hai