SEARCH RESULTS
Showing search results for "تناسب"
Ghazal MATCHES FOR "تناسب"
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
jahaa.n ko KHatt-e-tanaasub pe laa banaayaa hai
kisii ne KHaak se dekho to kyaa banaayaa hai
Akhtar Usman
Ghazal
Atique Asar
Ghazal
us ne ik KHaas tanaasub se mohabbat baa.nTii
mere hisse me.n hamesha hii dilaase aa.e
Azad Husain Azad
Ghazal
dekhaa jo tanaasub tire a.azaa-e-badan kaa
har uzv ko gul KHud tujhe gulzaar kahaa hai
Maaz Aiz
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
aazaa ke tanaasub kaa na vaarafta ho itnaa
aa.nkhe.n hai.n to rah hairatii andaaz o adaa kaa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
tum mire dukh ke tanaasub ko samajhte kab ho
jitnii KHushiyaa.n hai.n tumhaarii miraa utnaa dukh hai
Faqeeh Haidar
Ghazal
aag me.n ko.ii badan thaa ki jo aazaad hu.aa
ya.anii a.azaa ke tanaasub se dhu.aa.n vaaqif thaa
Aqeel Abbas
Ghazal
puKHtagii samjhe hu.e hai.n jo tanaasub ko faqat
chaahiye islaah un ko is KHayaal-e-KHaam kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
vo be-zabaan KHudaa kar rahaa thaa sargoshii
mai.n ma.arifat ke tanaasub se juud sau.nptaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
kitnaa be-Dha.ng tanaasub hai mahaaz-e-Gam par
itne lashkar se la.De ek sipaahii kaise
Suraj Narayan
Ghazal
ye KHair-o-shar me.n tanaasub tumhii se qaa.em hai
tumhii ho musbat-o-manfii ke sa.ng-e-haaq tumhii
Ain Salam
Ghazal
ta.alluqaat me.n kaise ko.ii tanaasub ho
ko.ii haliim ko.ii burdbaar bhii to nahii.n