SEARCH RESULTS
Showing search results for "تواضع"
Ghazal MATCHES FOR "تواضع"
Ghazal
lahuu kii buu.nd bhii ai tiir-e-yaar dil me.n nahii.n
ye fikr hai ki tavaazo karuu.n mai.n kyaa terii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ye vaqt hai 'adam' kii tavaazo.a kaa saahibo
ta.ng apnii aastii.n na karo ham nashe me.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vaqaar ghar kii tavaazo hii par nahii.n mauquuf
ba-faiz-e-shaa.irii baahar bhii aabruu hai bahut
Zafar Iqbal
Ghazal
musaafiro.n kii tavaazo se naam hotaa hai
karam karo ki Gariib-ud-dayaar ham bhii hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
pasand aa.ii hai is qadar KHaatir-o-tavaazo
jo mehmaa.n saare mezbaano.n me.n rah ga.e hai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
aap ke Gam ne tan-e-zaar me.n chho.Daa kyaa hai
malak-ul-maut kaa ye mujh se taqaazaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
jo mil ga.e hai.n un kii tavaazo ko chho.D kar
jo kho ga.e hai.n un kaa pataa mat kiyaa karo
Zafar Iqbal
Ghazal
ek shab to vasl-e-jaanaa.n kii tavaazo ai falak
chaar din mehmaan tere ghar me.n mai.n be-chaara thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaKHm-e-dil us kii tavaazo.a me.n namakdaa.n ban gayaa
ye musiibat bhii hamaarii mezbaanii par pa.Dii
Zafar Sahbai
Ghazal
tavaazo karte karte ek din vo KHud-kushii kar le
kisii ke ghar pe itne din na farmaa.o qiyaam apnaa
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
razaa o sabr o qanaa.at tavaazo o tasliim
falak ne ham ko KHasaa.il sikhaa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
kaun saa Gam hai jo dil me.n KHush nahii.n
kii tavaazo.a us ne har mehmaan kii
Syed Anjum Jafri
Ghazal
tavaazo aap kii ham kyaa kare.n bhalaa saahib
ba-qaul shaKHse is apne jigar me.n aah nahii.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
lo tavaazo kaa kamaano.n se sabaq
raah karnaa dil me.n siikho tiir se
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
qad tiir saa talvaar tavaazo' se hu.aa hai
vo haath uThaate nahii.n be-daad-garii se