SEARCH RESULTS
Showing search results for "توپ"
Ghazal MATCHES FOR "توپ"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
raat baaqii hai abhii kis liye ghabraa ke uThe
top chhuTne do mirii jaan azaa.n hone do
Imdad Ali Bahr
Ghazal
apnii ma.asuum baGaavat pe ba.Daa hai parasnn
kaaTh kii top khilauno.n me.n sajaane vaalaa
Sajid Premi
Ghazal
in shariifo.n ko tuu buzdil na samajhnaa 'saabir'
tank aur top chalaane kaa hunar rakhte hai.n
Sabir Kamal
Ghazal
ye kaam top tapanche ke daa.ere kaa nahii.n
futuuh-e-fikr-o-nazar to hai bas qalam kaa jigar
Ikram Azam
Ghazal
na mo.azzin ne azaa.n dii na abhii top chalii
daf.atan bol uThaa murG-e-sahar aap se aap
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
lafzo.n kii top soch ke hathiyaar thaam kar
aapas me.n KHud hii fan ke nigahbaan la.D ga.e