SEARCH RESULTS
Showing search results for "توکل"
Ghazal MATCHES FOR "توکل"
Ghazal
manzil-e-ishq-o-tavakkul manzil-e-ezaaz hai
shaah sab baste hai.n yaa.n ko.ii gadaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
bahtii hu.ii aa.nkho.n kii ravaanii me.n mare hai.n
kuchh KHvaab mire ain-javaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
miraa gunaah bhii shaa.ista-e-tavakkul hai
ki tuu KHudaa hai miraa aur KHair-KHuu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
mire bachche tujhe itnaa tavakkul raas aa jaa.e
ki sar par imtihaa.n hai aur tayyaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ejaaz tawakkal
Ghazal
dil kii taskiin ko kaafii hai pareshaa.n honaa
hai tavakkul ba-KHudaa be-sar-o-saamaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
mulk-e-razaa me.n kar ke tavakkul kii jins ko
baiThe.n hai.n sab isii kii dukaane.n lagaa lagaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n tavakkul hai zaruurii
mat soch kisii faa.eda nuqsaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ham jo apnaa.e.n zamaane me.n tavakkul yaarab
baab khul jaa.e.nge ham par tirii rahmat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hame.n ye raaz sabhii ko bataanaa hotaa hai
na.e ke baa'd hii ko.ii puraanaa hotaa hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
hai tavakkul mujhe allaah par apne 'akbar'
jis ko kahte hai.n bharosa vo bharosa hai yahii
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
chahaar samt kahii.n daa.e.n baa.e.n lagtii hai.n
sukuut to.Dnaa ho to sadaa.e.n lagtii hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
'aatish' jo chaahe paa.e tavakkul ke mahkame
jo sub.h ko mile na rahe shaam ke liye