SEARCH RESULTS
Showing search results for "جلوے"
Ghazal MATCHES FOR "جلوے"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
takraar tajallii ne tire jalve me.n kyuu.n kii
hairat-zada sab ahl-e-nazar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
bahisht-e-tasavvur ke jalve hai.n mai.n huu.n
judaa.ii salaamat maze aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
us ke jalve ko Garaz kaun-o-makaa.n se kyaa thaa
daad lene ke liye husn-e-KHudaa-daad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
merii zamiin pe chal tez tez qadmo.n se
phir us ke baa'd tuu jalve mire Gubaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aa.e the sabhii tarah ke jalve mire aage
mai.n ne magar ai diida-e-hairaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
aa.nkhe.n kholii.n to kuchh na thaa 'alvii'
band aa.nkho.n me.n laakho.n jalve the
Mohammad Alvi
Ghazal
vo dil hariif-e-jalva-e-firdaus ban gayaa
jis dil me.n tere Gam ke sharaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
meraa da.avaa hai ki tuu ne bhii na dekhe ho.nge
aise jalve ki jo mai.n dekh chukaa huu.n tujh me.n
Shamim Jaipuri
Ghazal
kiyaa aa.iina-KHaane kaa vo naqsha tere jalve ne
kare jo partav-e-KHurshiid aalam shabnamistaa.n kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kyaa tasarruf hai tire husn kaa allaah allaah
jalve aa.nkho.n se utar kar dil-o-jaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
siine me.n un ke jalve chhupaa.e hu.e to hai.n
ham apne dil ko tuur banaa.e hu.e to hai.n