SEARCH RESULTS
Showing search results for "جماعت"
Ghazal MATCHES FOR "جماعت"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dabaa.o me.n bhii jamaa.at kabhii nahii.n badlii
shuruu.a din se mohabbat ke saath hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n jamaa.at kaa hashr kyaa hogaa
masaa.il-e-nazarii me.n ulajh gayaa hai KHatiib
Allama Iqbal
Ghazal
masjide.n shahr kii ai piir-e-muGaa.n KHaalii hai.n
mai-kade me.n to jamaa.at kii jamaa.at aa.ii
Aasi Ghazipuri
Ghazal
dil me.n aa baiThaa hai dekho duuriyo.n kaa devtaa
ham jamaa.at ke tasavvur se bhii uktaane lage
Chandrabhan Khayal
Ghazal
shaamil nahii.n huu.n aisii jamaa.at me.n aaj bhii
hamdardii chaahiye jinhe.n jazba uchhaal kar
Ghazala Tabassum
Ghazal
Raz ehtisham
Ghazal
zaahid nahii.n masjid se kam hurmat-e-mai-KHaana
masto.n kii jamaa.at me.n mehraab hai paimaana
Ishq Aurangabadi
Ghazal
hujuum-o-yaas-o-alam dil ko mere ghere hai.n
ki muntazir hai jamaa.at magar imaam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
mai.n KHud hii farishto.n kii jamaa.at se nahii.n huu.n
par mere jo andar thaa udhar baiTh gayaa hai
Mukhtar Ansari
Ghazal
alag alag hii adaa kiijiye ye dogaanaa
agar namaaz-e-jamaa’at me.n ham-navaa.ii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
roTii hotii na thii aur merii jamaa'at ke dost
to.D dete the bharam khol ke basta meraa
Azwar Shirazi
Ghazal
jamaa.at be-jamaa.at ek saa huu.n mai.n
ki sad.haa shakl kii tanhaa.ii hai apnii