SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوان"
Ghazal MATCHES FOR "جوان"
Ghazal
tuu apne dil kii javaa.n dha.Dkano.n ko gin ke bataa
mirii tarah tiraa dil be-qaraar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
jab tak ilaahii jism me.n jaan-e-hazii.n rahe
nazre.n mirii javaan rahe.n dil hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
kaisaa khilaa hai phuul jab aayaa bahaar par
puuchhe to ko.ii lutf-e-javaanii javaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
rut matvaalii chaa.nd nashiilaa raat javaan
ghar kaa aamad-KHarch yahaa.n to jo.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
burqaa uThaa thaa ruKH se mire bad-gumaan kaa
dekhaa to aur rang hai saare jahaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shuda-shuda vahii gulshan ke hukmaraan hu.e
jo KHaar pii ke gulo.n kaa lahuu javaan hu.e
Amir Usmani
Ghazal
javaan ho ga.ii ik nasl sunte sunte Gazal
ham aur ho ga.e buu.Dhe Gazal sunaate hu.e
Azhar Inayati
Ghazal
javaan jismo.n ko ThanDaa na kar sake lekin
havaa ke jho.nke diyaa to bujhaa ga.e hote