SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوانان"
Ghazal MATCHES FOR "جوانان"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'sarvat' hadaf bahut hai.n javaanaan-e-shahr me.n
rakkho abhii na tiir o kamaa.n apne haath se
Sarvat Husain
Ghazal
guzrii mudaam us kii javaanaan-e-mast me.n
piir-e-muGaa.n bhii turfa ko.ii piir mard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jhuume hai bed jaa-e-javaanaan mai-gusaar
baalaa-e-KHam hai KHisht sar pair mai-farosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaT ga.e maare KHajaalat ke javaanaan-e-chaman
baa.Dh par qad jo tiraa o sitam-iijaad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
aatish-e-husn javaanaan-e-chaman bha.Dkaa de
jo gul-e-surKH kii pattii ho vo chingaarii ho
Rasheed lakhnavi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
niklii na KHum se bazm-e-javaanaan-e-mast me.n
piir-e-muGaa.n kaa bint-e-inab ne kiyaa lihaaz
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aamad aamad hai salaamii ko hamaare shaah kii
hai.n javaanaan-e-chaman tayyaar qaisar-baaG me.n
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
sab taaliyaa.n bajaa.e.n to ho KHatm ye Gazal
'safvat' ke saath mil ke javaanaan-e-shahr aaj
Safwat Ali Safwat
Ghazal
suurat-e-barq-e-tapaa.n sho.ala-fagan uTThe hai.n
azm-e-nau le ke javaanaan-e-vatan uTThe hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
le chalaa jaan mirii ruuTh ke jaanaa teraa
aise aane se to behtar thaa na aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa