SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوڑئیے"
Ghazal MATCHES FOR "جوڑئیے"
Ghazal
qabiile vaalo.n ke dil jo.Diye mire sardaar
saro.n ko kaaT ke sardaariyaa.n nahii.n chaltii.n
Kaif Bhopali
Ghazal
hamaare TuuTe dilo.n ko bhii jo.Diye saahib
phir aap saa ko.ii aa.iina-gar mile na mile
Farooq Jaiasi
Ghazal
karb-e-tanhaa.ii liye aaKHir kahaa.n tak jaa.iye
haadisa hii ho agarche be-sabab ko.ii to ho
Khalid Jamal
Ghazal
to.Dnaa dil kaa tumhaare aage go aasaan hai
par tumhe.n tab jaane.n jab TuuTe bhii dil ko jo.Diye
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
hijr kii aa.nkho.n se aa.nkhe.n to milaate jaa.iye
hijr me.n karnaa hai kyaa ye to bataate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
shauq ko ye lat ki har dam naala khii.nche jaa.iye
dil kii vo haalat ki dam lene se ghabraa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
na duniyaa na uqbaa kahaa.n jaa.iye
kahii.n ahl-e-dil kaa Thikaanaa bhii hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kal ik mala.ng ko kuu.De ke Dher par laa kar
nashe ne to.D diyaa jo.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
ab to ye shaayad kisii bhii kaam aa saktaa nahii.n
aap hii le jaa.iye mere dil-e-naadaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
shauq se zulm-o-sitam ab roz Dhaate jaa.iye
ahl-e-Gam ko Gam uThaa kar Gam na karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
azal se so.ii hai taqdiir-e-ishq maut kii nii.nd
agar jagaa.iye karvaT badal to saktii hai