SEARCH RESULTS
Showing search results for "جچتے"
Ghazal MATCHES FOR "جچتے"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye KHaak-nashiinii hai bahut, zill-e-ilaahii
jachte hii nahii.n jubba-o-dastaar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
haT pe is kii aur pis jaate hai.n dil
raas hai kuchh us ko KHud-raa.ii bahut
Altaf Hussain Hali
Ghazal
jachte nahii.n nazro.n me.n mah-o-mehr ke jalve
rahtaa hai tasavvur sahar-o-shaam tumhaaraa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ta.aziim me.n palko.n se utar jaate hai.n niiche
Gam aa.e.n to baiThe hu.e rahte nahii.n aa.nsuu
Anas Nabeel
Ghazal
kahaa thaa baal jachte hai.n tire sar par
nahii.n kaaTe kabhii phir baal mai.n ne bhii
Altaf Sheikh Ayyaab
Ghazal
vo raaste jachte hii nahii.n ahl-e-dilaa.n ko
vo raaste jo aabla-paa.ii nahii.n dete
Iftikhar Haidar
Ghazal
Khalish Barodvi
Ghazal
jachte bhii to kyaa chashm-e-KHariidaar me.n 'taahir'
ham kaun se yuusuf the jo baazaar me.n aa.e
Jafar Tahir
Ghazal
Lankesh Gautam
Ghazal
jachte nahii.n nigaah me.n KHushiyo.n ke aaftaab
dil Dhuu.nDhtaa hai kis Gam-e-zohra-e-jamaal ko
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
mujhe ye jachte nahii.n tishna-kaam jaate hu.e
shikoh-e-qasr uThaa le.n Gulaam jaate hu.e
Shabbir Hasan
Ghazal
Alok Yadav
Ghazal
lafz phuulo.n kii tarah chun kar use daan karo
us pe jachte hai.n sabhii naam mohabbat vaale
Zaheer Ahmad
Ghazal
savaalii ho agar to 'aajizii se sar jhukaa rakkho
nahii.n jachte ye tevar ye anaa hargiz gadaa ho kar