SEARCH RESULTS
Showing search results for "جیا"
Ghazal MATCHES FOR "جیا"
Ghazal
kitnaa achchhaa thaa ki ham bhii jiyaa karte the 'faraaz'
Gair-maaruuf se gumnaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
phuul ban kar jo jiyaa hai vo yahaa.n maslaa gayaa
ziist ko faulaad ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
mire KHudaa kisii aisii jagah use rakhnaa
jahaa.n ko.ii mire baare me.n kuchh bataa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
zindagii tujh ko jiyaa hai ko.ii afsos nahii.n
zahr KHud mai.n ne piyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
ab to 'shahzaad' sitaaro.n pe lagii hai.n nazre.n
kabhii ham log bhii miTTii me.n jiyaa karte the
Shahzad Ahmad
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
mai.n kuchh is tarah jiyaa huu.n ki yaqiin ho gayaa hai
mire baa'd zindagii kaa ba.Daa ehtiraam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ko.ii jaaduu ko.ii jalva ko.ii mastii ko.ii mauj
ham inhii.n chand sahaaro.n pe jiyaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
yuu.nhii to shaaKH se patte giraa nahii.n karte
bichha.D ke log ziyaada jiyaa nahii.n karte
Mohsin Bhopali
Ghazal
ab is se ba.Dh ke miraa imtihaan kyaa hogaa
mai.n zahr pii ke jiyaa huu.n tirii KHushii ke liye
Ibrat Machlishahri
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada