SEARCH RESULTS
Showing search results for "حادثات"
Ghazal MATCHES FOR "حادثات"
Ghazal
chhalke hu.e the jaam pareshaa.n thii zulf-e-yaar
kuchh aise haadsaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
abhii se tujh ko bahut naagavaar hai.n hamdam
vo haadsaat jo ab tak ravaa.n-davaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab kyaa karuu.n mai.n fitrat-e-naakaam-e-ishq ko
jitne the haadsaat mujhe raas aa ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo haadsaat kii hiddat se jab pighalne lage
to chaa.nd ban ke KHunuk dil me.n jagmagaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
yahii haadsaat-e-Gam hai.n to ye Dar hai jiine vaalo
ko.ii din me.n zindagii kaa ko.ii aur naam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
haadsaat-e-paiham kaa ye ma.aal hai shaayad
kuchh sukuun miltaa hai ab sukuun khone se
Pirzada Qasim
Ghazal
rah-e-KHuluus-e-mohabbat ke haadsaat-e-jahaa.n
mujhe to kyaa mire naqsh-e-qadam miTaa na sake
Jigar Moradabadi
Ghazal
sajde tujhe karegii kisii roz KHud hayaat
baa.nho.n me.n haadsaat-e-jahaa.n kii simaT ke dekh
Nazeer Baaqri
Ghazal
bhulaa.uu.n kaise achaanak kisii kaa kho jaanaa
ye haadsaat bhulaane me.n der lagtii hai
Sardar Khan Soz
Ghazal
ye barq-e-haadisaat bhii kyaa zulm Dhaa.egii
uThne lage gulo.n se sharar dekh liijiye
Ajiz Matvi
Ghazal
dil goyaa haadsaat-e-musalsal kaa shahr ho
dha.Dkan bhii chiiKH ban ke Daraatii chalii ga.ii
Lata Haya
Ghazal
aksar mai.n ek zahr bujhe tiir kii tarah
niklaa huu.n haadsaat kii tirchhii kamaan se
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
siikhaa hai shaa.erii kaa hunar haadsaat se
TuuTaa jo dil to dil ne suKHanvar banaa diyaa