SEARCH RESULTS
Showing search results for "حال_ابتر"
Ghazal MATCHES FOR "حال_ابتر"
Ghazal
Haqeer
Ghazal
hu.aa dil kaa haal abtar tujhe yaad karte karte
mirii jaa.n nikal na jaa.e kahii.n aah bharte bharte
Minu Bakshi
Ghazal
had se guzregaa a.ndheraa to saveraa hogaa
haal abtar sahii aasaar bahut achchhe hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
jo du.aa dete the jiine kii mujhe vo dost bhii
uTh ga.e baalii.n se meraa haal abtar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
apne KHaaliq kii ataa par naaz honaa chaahiye
jo hasad rakhte hai.n un kaa haal abtar hii to hai
Fatima wasia Jayasi
Ghazal
kyaa kahuu.n qissa-e-dilchaspii-e-haal-e-abtar
dosto.n ne mujhe aGyaar se ba.Dh kar dekhaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
ho tiraa haal mere ishq me.n vaisaa 'zehraa'
hai miraa haal tire hijr me.n abtar jaise
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
kyaa bataa.uu.n tujhe hamdam ki thaa abtar kitnaa
haal meraa tire daaman kii havaa se pahle
Danish Farahi
Ghazal
kyaa bataa.uu.n tujhe hamdam ki thaa abtar kitnaa
haal meraa tire daaman kii havaa se pahle
Danish Farahi
Ghazal
hosh saaqii ko na KHum kaa hai na paimaane kaa
is tarah haal ye abtar hu.aa maiKHaane kaa
Shauq Bijnori
Ghazal
sochiye to ye bhii ko.ii baat hai
puuchhte hai.n haal kyo.n abtar hu.aa
Mohammad Habeeb Habeeb
Ghazal
baat kyaa hai ki miraa haal to abtar thaa hii
aap kaa haal bhii hai zaar KHudaa KHair kare
Jaleel Qidwai
Ghazal
phir vahii rat-jage taa-sahar ta.Dapnaa 'shaahid'
ishq me.n teraa bahut haal hai abtar so jaa