SEARCH RESULTS
Showing search results for "حباب"
Ghazal MATCHES FOR "حباب"
Ghazal
biThaa diyaa mujhe dariyaa ke us kinaare par
jidhar hubaab tahii-jaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dariyaa ba-hubaab-andar tuufaa.n ba-sahaab-andar
mahshar ba-hijaab-andar honaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
tirii galii me.n bahaa.e phire hai sail-e-sarishk
hamaaraa kaasa-e-sar kyaa hu.aa habaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bahr-e-hastii me.n huu.n misaal-e-habaab
miT hii jaataa huu.n jab ubhartaa huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
kahaa jo mai.n ne ki yuusuf ko ye hijaab na thaa
to ha.ns ke bole vo mu.nh qaabil-e-naqaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
numuud o buud ko aaqil habaab samjhe hai.n
vo jaagte hai.n jo duniyaa ko KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
bas is qadar hai KHulaasa mirii kahaanii kaa
ki ban ke TuuT gayaa ik habaab paanii kaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
kis kii ye mauj-e-husn hu.ii jalva-gar ki yuu.n
dariyaa me.n jo habaab the aa.nkhe.n chhupaa chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
hubaab-e-lab-e-juu hai.n ai baaGbaa.n ham
chaman ko tire ko.ii dam dekhte hai.n