SEARCH RESULTS
Showing search results for "حدود_وقت"
Ghazal MATCHES FOR "حدود_وقت"
Ghazal
huduud-e-vaqt se baahar ajab hisaar me.n huu.n
mai.n ek lamha huu.n sadiyo.n ke intizaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
huduud-e-vaqt se baahar nikal ke dekh liyaa
kahaa.n kahaa.n tirii qudrat tiraa hisaar nahii.n
Mustafa Adeeb
Ghazal
huduud-e-vaqt ke darvaaze muntazir hai.n 'nasiim'
ki tuu ye faasle kar ke ubuur dastak de
Naseem Sahar
Ghazal
huduud-e-vaqt se aage u.Daan bharte rahe
amiir-e-vaqt kaa mansab gayaa jalaal gayaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
huduud-e-vaqt me.n mahduud kar ke insaa.n ko
KHud apne vaaste kyuu.n laa-makaa.n banaayaa hai
Mohammad Ali Manzar
Ghazal
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
maqaam-e-vasl se aage hai laa-makaa.n kaa safar
huduud-e-vaqt se aage nishaa.n kisii kaa nahii.n
Moid Rasheedi
Ghazal
sab ko ye fikr haath se ab ek pal na jaa.e
duniyaa huduud-e-vaqt se aage nikal na jaa.e
Nadeem Fazli
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
huduud-e-shahr-e-tilismaat se nahii.n niklaa
mai.n apne daa.e.r-e-zaat se nahii.n niklaa
Salim Saleem
Ghazal
yaaro huduud-e-Gam se guzarne lagaa huu.n mai.n
mujh ko sameT lo ki bikharne lagaa huu.n mai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
huduud-e-jaan se aage nikal bhii saktaa hai
ye sail-e-ishq hai sab kuchh nigal bhii saktaa hai
Fakhar Lala
Ghazal
Azam Jalalabadi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
gha.Dii gha.Dii na.e chehre badal rahe hai.n ham
na.ii hayaat ke saa.ncho.n me.n Dhal rahe hai.n ham
Shayar Jamali
Ghazal
gha.Dii gha.Dii na.e chehre badal rahe hai.n ham
na.ii hayaat ke saa.ncho.n me.n Dhal rahe hai.n ham
Shayar Jamali
Ghazal
apne qadam kii chaap se yuu.n Dar rahe hai.n ham
maqtal kii samt jaise safar kar rahe hai.n ham
Faheem Jogapuri
Ghazal
go sirr-e-irtiqaa-o-baqaa meraa jism hai
suntaa huu.n to fanaa kii sadaa meraa jism hai