SEARCH RESULTS
Showing search results for "حسیناؤں"
Ghazal MATCHES FOR "حسیناؤں"
Ghazal
mujh se karte hai.n 'qatiil' is liye kuchh log hasad
kyuu.n mire sher hai.n maqbuul hasiinaa.o.n me.n
Qateel Shifai
Ghazal
kuchh shoKH hasiinaa.o.n sii ra.ngiin kitaabe.n
din-raat mujhe detii hai.n taskiin kitaabe.n
Inam Sharar Ayyubi
Ghazal
haath tere na lagtaa to naayaab thaa
yuu.n to mai.n bhii hasiinaa.o.n kaa KHvaab thaa
Syed Wajih Ul Hassan Sherazi
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
kabhii likhvaane ga.e KHat kabhii pa.Dhvaane ga.e
ham hasiino.n se isii hiile bahaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
in hasiino.n kaa la.Dakpan hii rahe yaa allaah
hosh aataa hai to aataa hai sataanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dekh le bulbul o parvaana kii betaabii ko
hijr achchhaa na hasiino.n kaa visaal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hayaa se sar jhukaa lenaa adaa se muskuraa denaa
hasiino.n ko bhii kitnaa sahl hai bijlii giraa denaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
har shaam sunaate the hasiino.n ko Gazal ham
jab maal bahut thaa to saKHaavat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
zamaana dostii par in hasiino.n kii na itraa.e
ye aalam-dost aksar dushman-e-aalam bhii hote hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
pa.Dhe.n duruud na kyuu.n dekh kar hasiino.n ko
KHayaal-e-san.at-e-saane hai paak-biino.n ko
Meer Anees
Ghazal
usii ko kahte hai.n jannat usii ko dozaKH bhii
vo zindagii jo hasiino.n ke darmiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
na bane kaam to kis kaam kii naazuk shakle.n
naazuk achchhe na hasiino.n kii nazaakat achchhii