SEARCH RESULTS
Showing search results for "خار_بیابان"
Ghazal MATCHES FOR "خار_بیابان"
Ghazal
be-khaTke tavahhush me.n na kyuu.n dau.Dte phiriye
pahluu me.n hai be-KHaar bayaabaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
bulbul ne jise jaa ke gulistaan me.n dekhaa
ham ne use har KHaar-e-bayaabaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
har taar kaa daaman ke mire kar ke tabarruk
sar-basta har ik KHaar-e-bayaabaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Saqib Rampuri
Ghazal
rakh dii u.Daa ke KHaak-e-bayaabaa.n kabhii kabhii
raas aa gayaa hai gosha-e-zindaa.n kabhii kabhii
Muneer Wahidi
Ghazal
chal khol qufl aabla-e-paa ke ai junuu.n
har ik zabaan-e-KHaar bayaabaa.n kaliid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
kyo.n chhaante hai.n KHaak bayaabaan kii aashiq
majnuu.n kii tarah naaqa-e-lailaa nahii.n miltaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
paamaal ko bhii ham ne kiyaa apnaa ham-jaliis
chhaanaa kiyaa mai.n KHaak-e-bayaabaa.n tamaam-umr
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
vahii.n mujh ko supurd-e-KHaak karnaa
ki jis KHaak-e-bayaabaanii kaa mai.n huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
is daur me.n jismo.n ke KHariidaar bahut hai.n
har samt gunaaho.n ke bhii baazaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
chhaan lii KHaak bayaabaano.n kii viiraano.n kii
phir bhii andaaz-e-junuu.n aql ne paa.e to nahii.n
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
jahaa.n pe KHaak-e-bayaabaa.n KHiraam kartii hai
vahaa.n pe takiya-e-mahtaab thaa dariicha thaa
Abid Khursheed
Ghazal
ab madad KHaar-e-bayaabaa.n hai.n kare.nge
sadd-e-rah pairo.n ke chhaale ho ga.e hai.n
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
kabhuu guzraa thaa ko.ii aabla-paa dekh vafaa
rove ab lag hai lahuu KHaar-e-bayaabaa.n meraa
Wali Uzlat
Ghazal
is qadar kar diyaa sairaab mire chhaalo.n ne
ek bhii tishna-dahan KHaar-e-bayaabaa.n na rahaa
Raft Bahraichi
Ghazal
jazb-e-dil-e-majnuu.n ne kiyaa kaam jo apnaa
naaqa na rukaa KHaar-e-bayaabaa.n se ulajh kar
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
mai.n thak gayaa huu.n KHaak bayaabaa.n kii chhaan kar
mauj-e-nasiim tuu hii miraa ghar talaash kar