SEARCH RESULTS
Showing search results for "خرابہ"
Ghazal MATCHES FOR "خرابہ"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
qusuur-vaar Gariib-ud-dayaar huu.n lekin
tiraa KHaraaba farishte na kar sake aabaad
Allama Iqbal
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
dekh aa.e.n chalo kuu-e-nigaaraa.n kaa KHaraaba
shaayad ko.ii mahram mile viiraanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kaun se din na.ii qabre.n nahii.n is me.n bantii.n
ye KHaraaba vahii ibrat kaa makaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kitnii ra.anaa.iyaa.n aabaad hai.n mere dil me.n
ik KHaraaba nazar aataa hai magar baahar se
Shakeb Jalali
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
jo karte hai.n KHuun-KHaraaba zulm-o-sitam
un ke bhii dil me.n tho.Daa Dar de maulaa
Saleem Raza Rewa
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
dafn hai.n haath hamaare isii malbe me.n kahii.n
ye KHaraaba kabhii ta.amiir nahii.n ho saktaa
Azhar Faragh
Ghazal
ye dil kaa KHaraaba hii tirii raahguzar thii
kaa'ba to na niklaa vo kaliisaa to na niklaa