SEARCH RESULTS
Showing search results for "خرام"
Ghazal MATCHES FOR "خرام"
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
luft-e-KHiram-e-saaqii o zauq-e-sadaa-e-chang
ye jannat-e-nigaah vo firdaus-e-gosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ka.ii inqilaab aa.e ka.ii KHush-KHiraam guzre
na uThii magar qayaamat tirii kam-sinii se pahle
Kaif Bhopali
Ghazal
vo aa.e yaa na aa.e mulaaqaat ho na ho
rang-e-sahar ke paas KHiraam-e-sabaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
vaqt-e-KHiraam-e-naaz dikhaa do judaa judaa
ye chaal hashr kii ye ravish aasmaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
izn-e-KHiraam lete hu.e aasmaa.n se ham
haT kar chale hai.n rahguzar-e-kaarvaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
paamaal ho na jaa.e sitaaro.n kii aabruu
ai mere KHush-KHiraam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaa
ai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa