SEARCH RESULTS
Showing search results for "خلیق"
Ghazal MATCHES FOR "خلیق"
Ghazal
hujuum kyuu.n hai ziyaada sharaab-KHaane me.n
faqat ye baat ki piir-e-muGaa.n hai mard-e-KHaliiq
Allama Iqbal
Ghazal
biite hu.e lamhaat ko pahchaan me.n rakhnaa
murjhaa.e hu.e phuul bhii gul-daan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
'anjum'-KHaliiq ik na.e anjum ko dekhnaa
jis din vo aagahii ke ujaalo.n me.n aa.egaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
phuu.nkaa bhii tuur-o-vaadii ba.az ai 'KHaliiq' lekin
apnii sharaarato.n se vo sho.ala-KHuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
ye kaisii baat miraa mehrbaan bhuul gayaa
kumak me.n tiir to bheje kamaan bhuul gayaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
kitnaa Dhuu.nDaa use jab ek Gazal aur kahii
jab milaa hii nahii.n tab ek Gazal aur kahii
Anjum Khaleeq
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
phuul pa.Dtaa na 'KHaliiq' aatish-e-gul se us par
aashiyaa.n ham ne Tuk uu.nchaa jo banaayaa hotaa
Meer Khaleeq
Ghazal
hamii.n taariiKH-e-zamaana ke murattab hai.n 'KHaliiq'
hame.n taariiKH me.n ik roz kahoge yaaro
Khaleeq Qureshi
Ghazal
khulegaa is pe hii 'anjum'-KHaliiq baab-e-qubuul
jo apnaa haqq-e-talab ustuvaar kar legaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Khaleequzzaman Nusrat
Ghazal
ham apne zauq-e-safar ko safar sitaaraa kare.n
na ko.ii zaa.icha khii.nche.n na istiKHaara kare.n
Anjum Khaleeq
Ghazal
jab tak fasiil-e-jism kaa dar khul na jaa.egaa
is dil kii yurisho.n kaa tasalsul na jaa.egaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
sitamgaro.n se Daruu.n chup rahuu.n nibaah karuu.n
KHudaa vo vaqt na laa.e mai.n ye gunaah karuu.n
Anjum Khaleeq
Ghazal
apnii KHaliiq kaa mafhuum samajh paataa agar
daa.era hotaa jahaa.n aur mai.n mehvar hotaa
Haidar Ali Jafri
Ghazal
badal chuke hai.n sab aglii rivaayato.n ke nisaab
jo the savaab-o-gunah ho ga.e gunaah-o-savaab
Anjum Khaleeq
Ghazal
arbaab-e-iqtidaar se meraa savaal hai
ye daur-e-irtiqaa hai ki daur-e-zavaal hai