SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوبرو"
Ghazal MATCHES FOR "خوبرو"
Ghazal
is KHuub-ruu ko bazm-e-hasiinaa.n me.n dekhiye
kartaa hai aan-baan ba.Dii aan-taan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye chaa.nd raat hii diidaar kaa vasiila hai
ba-roz-e-iid hii vo KHuub-ruu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
jaataa hai dil hamaaraa bhii ho kar hariis-e-zaKHm
us KHuub-ruu ke haath me.n talvaar dekh kar
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ik KHuub-ruu nahii.n hai yahaa.n varna ek din
thaa rashk-e-husn-e-balaKH-va-naushaad aagara
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
bujhte hu.e charaaG kii suurat havaa huu.n mai.n
ik KHuub-ruu vajuud kii taaqat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
insaan-e-KHuub-ruu se baaqii rahe tafaavut
is vaaste parii ko do par lagaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kisii ne dekhaa nahii.n ham ne jaise dekhaa use
Galat kahaa hai kisii ne vo KHuub-ruu nahii.n hai
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
'saifii' me.n apne aap me.n niilaam ho gayaa
kis ko KHabar thii shahr me.n ik KHuub-ruu huu.n mai.n
Bashir Saifi
Ghazal
taalib hai.n dil se husn-e-mohabbat-fazaa ke ham
is se ziyaada aur tujhe KHuub-ruu kare.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
badal ke ruup milaa vaz.a-e-aamiyaana me.n
libaas-e-KHaas pahan kar vo KHuub-ruu na milaa
Mazaq Badayuni
Ghazal
jis adaa kaa kushta huu.n mai.n vo rahe mere hii saath
us adaa ko mubtazil ai KHuub-ruu mat kiijiyo