SEARCH RESULTS
Showing search results for "خودکشی"
Ghazal MATCHES FOR "خودکشی"
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo jin ko pyaar hai chaa.ndii se ishq sone se
vahii kahe.nge kabhii ham ne KHud-kushii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
majbuuriyo.n ke zahr se kar le.nge KHud-kushii
ye buzdilii kaa jurm bhii goyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
maut ke darinde me.n ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhii kahte ho.n KHud-kushii ke baare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
dhiire dhiire saarii kirne.n KHud-kushii karne lagii.n
ham sahiifa the magar juzdaan me.n rakkhe rahe
Rahat Indori
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHud-kushii karne ke mausam nahii.n aate har roz
zindagii ab ko.ii rasta na dikhaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
KHud-kushii kar ke bhii bistar se uThaa huu.n zinda
mai.n ne kal raat ko jo zahr piyaa thaa kyaa thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
'adam' bahaar ke mausam ne KHud-kushii kar lii
khulaa jo rang kisii jism-e-arGavaanii kaa