SEARCH RESULTS
Showing search results for "خیبر"
Ghazal MATCHES FOR "خیبر"
Ghazal
karnaa hai jo sar ma.arka-e-ziist to sun le
be-baazuu-e-haidar dar-e-KHaibar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
ba.Dh ke KHaibar se hai ye maarka-e-diin-o-vatan
is zamaane me.n ko.ii haidar-e-karraar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
Shayan Quraishi
Ghazal
laakh mohkam ho hisaar-e-marhabii-o-antarii
Gaaziyo.n kaa baazuu-e-KHaibar-kushaa bhii kam nahii.n
Rais Amrohvi
Ghazal
dil kii dhartii par kapilvastu me.n KHaibar chaahiye
aadmii gautam bhii ho aur haidar-e-karraar bhii
Sher Afzal Jafri
Ghazal
saKHt hairaa.n huu.n salaahiyyat-e-KHaibar-shiknii
vaaris-e-haidar-e-karraar me.n aatii hii nahii.n
Siraj Ajmali
Ghazal
taaqat pe pahle apnii to raazii KHudaa karo
phir baazuuo.n me.n tum dar-e-KHaibar sameT lo
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
KHaalii nahii.n KHalal se 'joshish' ye KHaibar-e-dil
din raat mauj Gam kii is se chimaT rahii hai
Joshish Azimabadi
Ghazal
shaah-e-KHaibar-giir se marhab ko nisbat kaun thii
dar hilaanaa aur thaa mugdar hilaanaa aur thaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
e.ajaaz sher-e-haq kaa dikhaane ke vaaste
azhdar ba-kaf hu.ii kabhii KHaibar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
aa.inda marhabo.n se ulajhnaa nahii.n kabhii
KHaibar se kyaa sabaq yahii haasil kiyaa gayaa
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa