SEARCH RESULTS
Showing search results for "داس"
Ghazal MATCHES FOR "داس"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
hai bahut andhiyaar ab suuraj nikalnaa chaahiye
jis tarah se bhii ho ye mausam badalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
badan pe jis ke sharaafat kaa pairahan dekhaa
vo aadmii bhii yahaa.n ham ne bad-chalan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
daaG mujh me.n hai ki tujhme.n ye pata tab hogaa
maut jab aa.egii kap.De liye dhoban kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
apno.n ke sitam yaad na Gairo.n kii jafaa yaad
vo ha.ns ke zaraa bole to kuchh bhii na rahaa yaad
Davarka Das Shola
Ghazal
jab fikro.n par baadal se ma.nDlaate ho.nge
insaa.n ghaT kar saa.e se rah jaate ho.nge
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
ham is tamiiz ke saath us ke paas baiThte hai.n
ki jaise shaah ke qadmo.n me.n daas baiThte hai.n
Amulya Mishra
Ghazal
azal se taa-ba-abad ek hii kahaanii hai
isii se ham ko na.ii daastaa.n banaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
bahut shariif hai to 'chaa.nd' jaa ke sansad me.n
'kabir-das' kii vaanii talaash kartaa hai