SEARCH RESULTS
Showing search results for "دان"
Ghazal MATCHES FOR "دان"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
meraa dil-e-gum-gashta jo Dhuu.nDaa nahii.n miltaa
vo apnaa dahan apnii kamar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
si.ngaar-daan me.n rahte ho aa.ine kii tarah
kisii ke haath se gir kar bikhar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
ek buu.Dhaa aadmii hai mulk me.n yaa yuu.n kaho
is a.ndherii koTharii me.n ek raushan-daan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
hai vahii aariz-e-lailaa vahii shiirii.n kaa dahan
nigah-e-shauq gha.Dii bhar ko jahaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ruKHsat hu.aa to baat mirii maan kar gayaa
jo us ke paas thaa vo mujhe daan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
dil se kal mahv-e-takallum the to ma.aluum hu.aa
ko.ii kaakul ko.ii lab ko.ii dahan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dahan par hai.n un ke gumaa.n kaise kaise
kalaam aate hai.n darmiyaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aa rakh dahan-e-zaKHm pe phir u.ngliyaa.n apnii
dil baa.nsurii terii hai bajaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
phir hamaaraa dil-e-gum-gashta bhii mil jaa.egaa
pahle tuu apnaa dahan apnii kamar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ajiib shaKHs thaa baarish kaa rang dekh ke bhii
khule dariiche pe ik puul-daan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
is mausam me.n gul-daano.n kii rasm kahaa.n hai
logo ab phuulo.n kii aatish-daan me.n rakhnaa