SEARCH RESULTS
Showing search results for "درمان"
Ghazal MATCHES FOR "درمان"
Ghazal
zarre ke zaKHm dil pe tavajjoh kiye baGair
darmaan-e-dard-e-shams-o-qamar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
chaahiye darmaan-e-riish-e-dil bhii teG-e-yaar se
maram-e-za.ngaar hai vo vasma-e-abruu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
tum hii ne to ye dard diyaa hai janaab-e-man
tum se hamaare dard kaa darmaan ho chukaa
Shuja Khaavar
Ghazal
aur bhii aa.e the darmaan-e-mohabbat le kar
aap bhii aa.e.n ko.ii zaKHm lagaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
saa.ns ghuT jaa.egii diivaaro.n ke ke andar ik din
aur sunte hai.n ki darmaan hai ghar me.n rahiye
Vineet Aashna
Ghazal
hamii.n ne zulmat-e-hastii me.n dil jalaa.e hai.n
ye ham samajhte hai.n darmaan-e-tiirgii kyaa hai
Azad Gulati
Ghazal
dard aur Gam kaa jo darmaan bhii le kar aa.e
mai.n ne aisaa ko.ii Gam-KHvaar nahii.n dekhaa hai
Farhad Ahmad Figar
Ghazal
KHud dard ban gayaa miraa darmaan-e-zindagii
itnaa qariib ho ga.e kuchh dard hii se ham
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
maut kaa KHauf bhii hotaa to mafar kab miltaa
phir ye ham kis liye darmaan-o-davaa chaahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
Mahir Bilgrami
Ghazal
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
duniyaa me.n terii mai.n kabhii haazir na ho sakaa
lekin tuu mere dard kaa darmaan ban ke aa
Mahendra Raina
Ghazal
hai.n masiihaa kahii.n biimaar kahii.n dard kahii.n
har tarah se vahii darmaan bane baiThe hai.n
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
kyaa kiijiye darmaan-e-mariiz-e-Gam-e-ulfat
jab ko.ii davaa aur du.aa kaam na aa.e
Harbans Lal Aneja 'jamaal'
Ghazal
devtaa.o.n se na hogaa miraa darmaan-e-zavaal
aasmaano.n ke si.nghaasan se giraa huu.n mai.n to
Musavvir Sabzwari
Ghazal
haath uThaa ai chaaragar darmaan-e-be-taasiir se
jaa-e-ashk aa.nkho.n se ab laKHt-e-jigar aane lage