SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیبل"
Ghazal MATCHES FOR "دیبل"
Ghazal
mauje.n bhii us ke paas uThii.n nazm-o-zabt se
saahil kii jaan thaa jo vo diibal kahaa.n gayaa
Bano Saima
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
is baat ko bhuule.n na musalmaan KHudaa ke
kaafir bhii haqiiqat me.n hai.n insaan KHudaa ke
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
'miir' kaa soz-e-bayaa.n ho to Gazal hotii hai
'daaG' kaa lutf-e-zabaa.n ho to Gazal hotii hai
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
hamdardiyaa.n kisii se kisii se du.aa milii
yaa-rab sila milaa hai mujhe yaa sazaa milii
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
is darja mutma.in hai.n tirii dostii se ham
maa.nge agar to jaan bhii de.nge KHushii se ham
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kahaa.n vo bistar-e-diibaa hasiir-e-kohna kahaa.n
kujaa amiiro.n kii raate.n kahaa.n hamaarii raat
Shad Azimabadi
Ghazal
sub.ha se matlab na kuchh zunnaar se
hai.n judaa ham kaafir o dii.n-daar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
chaahe maano buraa ham nahii.n maante
pattharo.n ko KHudaa ham nahii.n maante
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
phir mujhe jiine kii du.aa dii hai
ya.anii phir ik hasii.n sazaa dii hai
Gorbachan Singh Dayal Maghmum
Ghazal
mujh ko kahaa.n ye hosh tirii jalva-gaah me.n
jalve me.n hai nigaah ki jalva nigaah me.n
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
nazar bahaar na dekhe to be-qaraar na ho
KHizaa.n sukuun se guzre agar bahaar na ho
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
vasl se tab bhare hamaaraa peT
peT se jab mile tumhaaraa peT