SEARCH RESULTS
Showing search results for "دین_دار"
Ghazal MATCHES FOR "دین_دار"
Ghazal
be-diin ho ga.e use diin-daar dekh kar
phande me.n us ke pha.ns ga.e zunnaar dekh kar
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
lagii hai bhii.D farishto.n kii KHair-maqdam ko
zaruur hai ye kisii diin-daar kii miTTii
Dipishikha Sagar
Ghazal
hashr tak ho.nge na kuffaar se diin-daar judaa
kahii.n tasbiih se hotii nahii.n zunnaar judaa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
mujhe gunaah me.n apnaa suraaG miltaa hai
vagarna paarsaa-o-diin-daar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
dariyaa tire shabaab-e-talaatum kii KHair ho
vo vasvase uThe hai.n dil-e-diin-daar me.n
Mujtaba Shahroz
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kar diyaa dahr ko andher kaa maskan kaisaa
har taraf naam kiyaa aap ne raushan kaisaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
kaafir hu.e sanam ham dii.n-daar terii KHaatir
tasbiih to.D baa.ndhaa zunnaar terii KHaatir
Waliullah Muhib
Ghazal
KHvaah mahsuur hii kar de.n dar-o-diivaar mujhe
ghar ko ban.ne nahii.n denaa kabhii baazaar mujhe
Shahzad Qamar
Ghazal
Om Prabhakar
Ghazal
itnii havaa na vaa.iz-e-dii.n-daar baa.ndhiye
izzat sa.nbaaliye sar-e-dastaar baa.ndhiye