SEARCH RESULTS
Showing search results for "ردی"
Ghazal MATCHES FOR "ردی"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
footpath par pa.Daa hu.aa diivaan-e-miir dekh
raddii me.n bikne vaale rasaa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
hamaare saamne se ishq-o-ulfat ko uThaa le
ye qisse ham tak aate aate raddii ho chuke hai.n
Yunus Tahseen
Ghazal
tumhaare paas bhii hotii yaqiinan ilm kii daulat
jo tum raddii kitaabo.n se kinaaraa soch kar karte
Shahnawaz Noor
Ghazal
qalam kabaa.D me.n de dii kitaab raddii me.n
faroKHt kar diye aa.nkho.n ne KHvaab raddii me.n
Tariq Hashmi
Ghazal
ham log to aKHlaaq bhii rakh aa.e hai.n 'saahil'
raddii ke isii Dher me.n aadaab pa.De the
KHalid Malik Sahil
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
kise KHabar ki ye raddii me.n bech dii jaa.e
banaa rahaa huu.n mai.n jo kaa.enaat kaaGaz par
Sajjad Baluch
Ghazal
Saba Naqvi
Ghazal
sochaa kisii bahaane safaa.ii ho zehn kii
raddii se be-tuke se savaalo.n ko bech duu.n
Shazia Niyazi
Ghazal
junuu.n me.n ho gayaa hai ab ye darja
ki hai haalat radii kap.De phaTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aadmiyyat se muzayyan vo kitaabe.n thii.n subuk
aaj raddii se giraa.n-baar hai basta apnaa
Sabir Shah Sabir
Ghazal
fariyaad merii daftaro.n me.n guu.njtii rahii
raddii ke Dher me.n mirii sab arziyaa.n milii.n