SEARCH RESULTS
Showing search results for "رسماً"
Ghazal MATCHES FOR "رسماً"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n rasman kah rahaa huu.n ''phir mile.nge''
ye mat samho ki va.adaa kar rahaa huu.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
KHud se milne kaa chalan aam nahii.n hai varna
apne andar hii chhupaa hotaa hai rasta apnaa
Nida Fazli
Ghazal
Tariq Qamar
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
us ne rasman jab bhii puuchhaa meraa haal
mai.n ne tanzan kah diyaa achchhaa huu.n mai.n
Nawaz Deobandi
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
har shaKHs se vo haath milaa letaa hai rasman
lekin vo kabhii dil se milaa bhii nahii.n kartaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
is zamaane kii yahii ek haqiiqat hai 'jyotii'
log rasman hii sahii dil se nibhaate bhii nahii.n
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
aaj tak to rasman bhii tuu ne ye nahii.n puuchhaa
ham ne terii furqat me.n kaise din guzaare hai.n
Khwaja Sajid
Ghazal
ab to rasman bhii mulaaqaat na hogii us se
bas KHayaalo.n me.n chalaa aa.egaa jaane vaalaa