SEARCH RESULTS
Showing search results for "رمز"
Ghazal MATCHES FOR "رمز"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'Gaalib' ne ishq ko jo dimaaGii KHalal kahaa
chho.De.n ye ramz aap nahii.n jaan paa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
unhii kii ramz chalii hai galii galii me.n yahaa.n
jinhe.n udhar se kabhii izn-e-guftuguu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa ramz jaan.nii hai tujhe asl-e-ishq kii?
jo tujh me.n us badan ke sivaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
vaaqif hii na thaa ramz-e-mohabbat se vo varna
dil ke liye tho.Dii sii inaayat hii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
aaj phir khulne lagii hai mujh pe ramz-e-kaa.enaat
aaj phir hone lagii hai KHud pe hairaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
qariina sarqa ishaara kinaaya ramz savaal
hayaa se jhuktii nigaaho.n me.n jhaa.nkte the sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
mehmaan-e-qasr hai.n hame.n kuchh ramz chaahiye.n
ye puuchh ke bataa.o kha.nDar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
apnii hii sair karne ham jalva-gar hu.e the
is ramz ko va-lekin maaduud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
chain lene hii nahii.n detii kisii pal mujh ko
roz-e-avval se mire saath jo hairaanii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
nahno-aqrab kii nahii.n hai ramz se tuu aashnaa
varna vo nazdiik hai tuu aap us se duur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
gunaah-gaar to ramz-e-hariim tak pahu.nche
savaab vaalo.n ne baa.ng-e-daraa se baate.n kii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
hayaat-o-marg ke kuchh raaz khul ga.e ho.nge
fasaana-e-shab-e-Gam varna dosto kyaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jauhar-e-aa.iina juz ramz-e-sar-e-mizhgaa.n nahii.n
aashnaa kii ham-digar samjhe hai iimaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sau ramz kii kartaa hai ishaare me.n vo baate.n
hai lutf KHamoshii me.n takallum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
fanaa ke baa'd hii miltii hai zindagii ko davaa
'talab' ye ramz tumhaarii samajh me.n aataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
shikast-o-reKHt badan kii ab apne bas me.n nahii.n
use bataa.uu.n ki vo ramz-aashnaa thaa bahut