SEARCH RESULTS
Showing search results for "رمزؔ"
Ghazal MATCHES FOR "رمزؔ"
Ghazal
'ramz' de jaa.e to kyaa rang ko.ii meraa lahuu
'ramz' pis jaa.e to kiyaa barg-e-hinaa us ke liye
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
rahuu.n mai.n KHud ko sameTe hu.e sambhaale hu.e
ye 'ramz' merii sazaa hai ki dosto.n me.n huu.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
ye mashvara hai miraa 'ramz' e'tiraaz nahii.n
paraa.ii aag bujhaane me.n KHud jalaa na kare
Ramz Azimabadi
Ghazal
ab na.ii raahe.n khule.ngii mujh par imkaanaat kii
'ramz' mere tan pe zaahir meraa sar hone ko hai
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
'ramz' vo ahd-e-Gulaamii ho ki daur-e-hurriyat
ishtihaar-e-muflisii hindustaanii kaa libaas
Ramz Azimabadi
Ghazal
mai.n to bas gauhar se KHaalii ek sadaf huu.n 'ramz'
mushkil hogii us ne ko.ii baat agar Daalii
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Ramz Azimabadi
Ghazal
'ramz' har tohmat-e-naa-karda se mansuub sahii
ye magar soch le us me.n bhii zarar teraa hai
Ramz Azimabadi
Ghazal
ai 'ramz' ko.ii de de mujhe zahr-e-be-hisii
ye aagahii sazaa ke sivaa aur kuchh nahii.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
itnii duurii 'ramz' hai kyuu.n ghar vaalo.n me.n
nafrat kii diivaar giraa rasta kar de
Ramz Azimabadi
Ghazal
Ramz Azimabadi
Ghazal
tumhaaraa Gam bhii hai ai 'ramz' apne Gam jaisaa
mataa.a-e-mushtarka ye Gazal ke naam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
Ramz Azimabadi
Ghazal
dil ke ik goshe me.n simaT aate hai.n 'ramz'
saato.n aasmaa.n saato.n samundar shaam-Dhale
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
yuu.n muskuraa ke tiraa aa.nsu.o.n ko pii jaanaa
ko.ii to raaz hai ai 'ramz' aise jiine me.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
fareb-KHurda-e-tahriik-e-aadmiyyat huu.n
vafaa kii aas nahii.n 'ramz' aadmii se mujhe