SEARCH RESULTS
Showing search results for "رنجش_بے_جا"
Ghazal MATCHES FOR "رنجش_بے_جا"
Ghazal
ab tak ilaaj-e-ranjish-e-be-jaa na kar sake
ik umr me.n bhii husn ko apnaa na kar sake
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
mehrbaanii ko mohabbat nahii.n kahte ai dost
aah ab mujh se tirii ranjish-e-bejaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
parda-e-aazurdagii me.n thii vo jaan-e-iltifaat
jis adaa ko ranjish-e-bejaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ek ma.asuum lagaavaT thii ki jis kii KHaatir
dil ko marGuub rahii ranjish-e-bejaa barso.n
Qadir Siddiqi
Ghazal
aap kii ranjish-e-bejaa hii bahut hai mujh ko
dil pe har taaza musiibat nahii.n dekhii jaatii
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
ik mashGala Thahrii hai tumhe.n ranjish-e-bejaa
ik khel hu.aa tum ko sataanaa mire dil kaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
baad sau ranjish-e-bejaa ke na paayaa ba-Galat
na pashiimaan tujhe munfa.il apnaa ham ne
Hasrat Azimabadi
Ghazal
aGyaar kaa mu.nh thaa mujhe mahfil se uThaate
sach yuu.n hai tirii ranjish-e-bejaa ne uThaayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
shaayad mire sivaa ko.ii us ko samajh sake
vo rabt-e-KHaas ranjish-e-bejaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
meraa KHayaal un kii tamannaa kahe.n jise
un kaa gumaan ranjish-e-be-jaa kahe.n jise
Talib Baghpati
Ghazal
zaruur ranjish-e-bejaa hai aap ko ham se
mile gale se magar dil kabhii milaa na sake
Gauhar Shaikh Purwi
Ghazal
ranjish-e-bejaa ne un kii kar diyaa aalam hii aur
zindagii ke naam kii goyaa sazaa paate hai.n ham