SEARCH RESULTS
Showing search results for "روزہ"
Ghazal MATCHES FOR "روزہ"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dayaar-e-hijr ke roza-guzaar chaahte hai.n
ki roza khole.n tire aur sharaab-e-naab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
maa.ngii najaat hijr se to maut aa ga.ii
roze gale pa.De jo chhu.Daane gayaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
kyuu.n shauq ba.Dh gayaa ramazaa.n me.n si.ngaar kaa
roza na TuuT jaa.e kisii roza-daar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
meraa iimaa.n na Tikaa paa.ii.n hazaaro.n shakle.n
merii aa.nkho.n ne tire pyaar me.n roza rakkhaa
Alok Mishra
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
agar thaa chand-roza mausam-e-gul
to phir do chaar hii din kii KHizaa.n hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
roza-daaraan-e-judaa.ii kuu.n KHam-e-abruu-e-yaar
maah-e-iid-e-ramazaa.n thaa mujhe ma.aluum na thaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tumhaare vasl kii iftaarii aa.e yaa na aa.e
magar mai.n ne tumhaare hijr kaa roza rakhaa hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
saa.at-e-aish-e-do-roza tirii haajat kyaa hai
Gam-e-jaaved nikaalegaa miraa kaam ki tuu
Muztar Khairabadi
Ghazal
is umr-e-do-roza me.n agar ho ke nujuumii
sab chhaan liye arz o samaavaat to phir kyaa