SEARCH RESULTS
Showing search results for "رومال"
Ghazal MATCHES FOR "رومال"
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ai mire dasht-mizaajo ye mirii aa.nkhe.n hai.n
in se ruumaal bhii chhuu jaa.e to baadal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
mahak ajab sii ho ga.ii pa.De pa.De sanduuq me.n
ra.ngat phiikii pa.D ga.ii resham ke ruumaal kii
Muneer Niyazi
Ghazal
jab rone baiThtaa huu.n tab kyaa kasar rahe hai
ruumaal do do din tak juu.n abr tar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkho.n me.n aa.nsu.o.n kaa kahii.n naam tak nahii.n
ab juute saaf kiijiye un ke rumaal se
Adil Mansuri
Ghazal
rotii aa.nkho.n pe miyaa.n haath to rakh sakte hai.n
pesh agar aap ko ruumaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
yaad aa.egii tumhaarii hii safar me.n us ko
us ke ruumaal me.n ik achchhii sii KHushbuu rakkho
Iftikhar Naseem
Ghazal
ik pal bhii judaa diida-e-tar se nahii.n hotaa
ab aa.nkh kaa parda hu.aa ruumaal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
gudgudii kar ke ha.nsaate hai.n jo Gash me.n ahbaab
kis ke ruumaal se talve mire sahlaate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
allaah banaa de mire ashko.n ko kabuutar
sab puuchh rahe hai.n tire ruumaal me.n kyaa hai
Khan Janbaz
Ghazal
us kaa ruumaal bhii majbuurii thaa hamdardii nahii.n
us ko ye Dar thaa ko.ii aur na shaana de de
Balmohan panday
Ghazal
jab qatl kiyaa hai kisii aashiq ko to vaa.n se
jallaad kii talvaar ko ruumaal hu.aa hai