SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریاضت"
Ghazal MATCHES FOR "ریاضت"
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
itne barso.n kii riyaazat se jo qaa.em ho sakaa
aap se KHatra bahut hai mere is iimaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
ye umr-bhar kaa jaagnaa be-kaar hii na jaa.e
to naa.n milaa to saarii riyaazat fuzuul hai
Wasi Shah
Ghazal
ye nahii.n dekhte kitnii hai riyaazat kis kii
log aasaan samajh lete hai.n aasaanii ko
Azhar Faragh
Ghazal
zindagii bhar kii riyaazat mirii be-kaar ga.ii
ik KHayaal aayaa thaa badle me.n vo kyaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
darvesh hai vahii jo riyaazat me.n chust ho
taarik nahii.n faqiir bhii raahat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
KHushii me.n kis tarah nikle.nge aa.nsuu
abhii aa.nsuu riyaazat kar rahe hai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Hina Sami
Ghazal
jab aa.ii ajal ek riyaazat na ga.ii pesh
mar mar ke jo kii koshish o taa.aat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kabhii to khul ke bataa ai mirii riyaazat-e-marg
mai.n kaisaa lagtaa huu.n fikr-e-davaam kartaa hu.aa
Abbas Tabish
Ghazal
dil ke qirtaas pe ik lafz mohabbat likhnaa
jo kabhii ishq me.n kii thii vo riyaazat likhnaa
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
safaa hu.aa na riyaazat se nafs-e-ammaara
ko.ii najaasat-e-sag kaa izaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mujhe riyaazat-o-taa.at par e'timaad nahii.n
sar-e-niyaaz miraa teraa aastaana hai