SEARCH RESULTS
Showing search results for "زدن"
Ghazal MATCHES FOR "زدن"
Ghazal
KHush-haal bhii ho saktaa huu.n mai.n chashm-e-zadan me.n
mere liye us jism kaa sonaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
zabaan marhala-e-mad.h pesh hai kuchh bol
majaa-e-harf-zadan hii nahii.n hai kyaa boluu.n
Aasi Karnali
Ghazal
dil ne ik chashm-e-zadan me.n hii kiyaa hai vo kaam
jis pe duniyaa-e-KHirad da.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
nahii.n hai dahr me.n yaar ai dam-zadan 'saaqib'
bas ek saa.ns me.n tai maajraa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
muKHbirii merii hu.ii chashm-e-zadan me.n kaisii
qasr-e-dil hii me.n saaraa thaa ki mismaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
bas ek chashm-e-zadan me.n guzar ga.ii duniyaa
ba.De jatan the isii umr-e-yak-nafas ke liye
Mahmood Ayaz
Ghazal
KHatm hai shab chehra-e-mashriq se uThtii hai naqaab
dam-zadan me.n raushnii hii raushnii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
tamaam umr ke aa.nsuu use bujhaa na sake
jo dil se taa-ba-jigar dam-zadan me.n aag lagii
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
diidaar un kaa chashm-e-zadan me.n hu.aa to hai
taqdiir se vo aa.ii hai saa.at kabhii kabhii
Rasheed Khan Rahi
Ghazal
ahd-e-shabaab chashm-e-zadan me.n hu.aa tamaam
jho.nkaa thaa ik nasiim kaa aa kar nikal gayaa
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
ai kaif un kii mast nigaaho.n me.n chhup ke aa
ai dard-e-dam zadan me.n ho mere jigar se duur
Altaf Mashhadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
chashm-zadan me.n Dheh jaa.e sab nafrat kii diivaar
bazm-e-vafaa me.n chhe.Do yaaro aisaa ko.ii raag
Sami Sultanpuri
Ghazal
gauhar-e-ummiid laa.e.n kis athaah me.n Duub kar
ham jo Gota-zan hu.e gahraa samundar ho gayaa
Saleem Shahid
Ghazal
shaadyaane baj rahe hai.n aaj jis jaa 'naaz' kal
dam zadan me.n dekh lenaa kyaa samaa.n ho jaa.egaa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
har din ke guzarne me.n har raat ke Dhalne me.n
har chashm-zadan manzil har saa.ns masaafat thii