SEARCH RESULTS
Showing search results for "زور"
Ghazal MATCHES FOR "زور"
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
sar se guzar gayaa hai paanii to zor kartaa
sab rok rukte rukte sab thaam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
us kuu me.n jaa mare.nge madad ai hujuum-e-shauq
aaj aur zor karte hai.n be-taaqatii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
roz jo chehre badalte hai.n libaaso.n kii tarah
ab janaaza zor se un kaa nikalnaa chaahiye